Sidra Store
Search

Cart

More Details

Mukashafatul Quloob ek mash'hoor kitab hai jis mein aisi kai baato ka bayaan hai jin ka talluq islaahe baatin se hai, targheeb aur tarheeb (yaani kaunse amal karne waale hain aur kin se bachna chahiye) ke mauzu par ye ek achhi kitab hai, nafs ko qaabu mein rakhne ke liye muaawin (madad karne waali) hai, Is mein 100 se zaaid (zyada) abwaab (chapters) hain jin mein Khaufe Ilaahi, Sabr, Nafs, Tauba, Muhabbat, Ishq, Amaanat, Reham, Khushu wa Khuzu, Gheebat, Zina, Walidain se husne sulook, Bukhl, Maut, Tarke Dunya, Shukr, Takabbur, Ilm, Ulama aur aise darjano mauzuaat shamil hain