Sidra Store (Powered by AMO)
Search

Cart

More Details

Is kitab mein Karbala ke waqiyaat ka bayaan hai, Shahadat ke fazail aur qismo ka bayaan hai, Humare Nabi alaihissalam ke wisaal aur us ke baad ke halaat bayaan kiye gaye hain, Khilafat se mutalliq pesh aane waale halaat ka bayaan hai, Khulafa -e- Rashideen ki khilafat aur seerat ka bayaan hai, Fazaile Ahle Bait bayaan kiye gaye hain, Hazrate Fatima Zahra aur Hasnaine Kareemain radiallaho ta'ala anhum ki seerat aur fazail ka bayaan hai, Hazrate Ameere Muawiya ki khilafat aur un ke fazail ka bayaan hai aur saath hi aap par kiye jaane waale aitrazaat ke jawabaat hain, Imam Husain ki Makka se rawangi se le kar aap ki shahadat tak ke waqiyaat darj hain aur shahadat ke baad ke halaat bhi bayaan kiye gaye hain, Yazeed ka kirdaar aur us ke mutalliq hukm aur Muharram mein hone waale khurafaat ke sharayi ahkaam bhi bayaan kiye gaye hain